Raaton raat tara koi
Chand ya sitara koi
Gire to utha lena
O suniyon re
Tara chamkila hoga
Chand Sharmila hoga
Nath(nose) mein laga lena
Raaton raat tara koi
Chand ya sitara koi
Gire to utha lena
O suniyon re
Tara chamkila hoga
Chand Sharmila hoga
Nath(nose) mein laga lena
Zara si sawwari hai woh
Zara si Baawri hai woh
woh surme ki tarah meri
Aankhon mein hi rehti hai
Subah ke khawab se udai hai
Palkon ke neeche chupai hai
Mano na mano tum
Sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai
Mano na mano tum
Pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Raaton raat tara koi
Chand ya sitara koi
Gire to utha lena
O suniyon re
Tara chamkila hoga
Chand Sharmila hoga
Nath(nose) mein laga lena
Tu hawa mein zameen
Tu jahan mein wohin
Jab ude Mujhe le ke kyon udti nahi
Tu ghata mein zameen
Tu kahin mein kahin
Kyon kabhi mujhe le ke barasti nahi
ZAra sa sawwara hai woh
Zara sa bawwara hai woh
woh surme ki tarah meri
Aankhon mein hi rehta hai
Subah ke khawab se udai hai
Palkon ke neeche chupai hai
Mano na mano tum
Sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai
Mano na mano tum
Pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Jab dannt mein ungli dabaye
Ya ungli pe lat liptaye
Badal yeh nichadta jaye
Hoo hoo
Kuch kar ke woh baat ko taale
Jab maathe pe woh bal dale
Amber yeh sukaduta jaye
Ho oo hooo
Woh jab nakhun kutarti hai
To chanda Ghatne lagta hai
Woh pani per kadam rakhe
Sagar bhi hat jata hai
Subah ke khawab se udai hai
Palkon ke neeche chupai hai
Mano na mano tum
Sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai
Mano na mano tum
Pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai
Taken from AlbumSongAndLyrics.comKhuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair
Khuda ya khair